Friday, January 17, 2020

2 line Sad Shayari

                         खुशियां तकदीर में होनी चाहिए
                        तस्वीर में तो हर कोई मुस्कुराता है

फिजूल हैं सारी दलीलें और गवाह दीवानों की वकालत में
सुकून का कानून ही नही होता इश्क की अदालत में
मुझे छोड़ दे मेरे हाल पर तेरा क्या भरोसा है चारा-गर
ये तेरी नवाज़िश-ए-मुख़्तसर मिरा दर्द और बढ़ा न दे
Agar kuch sikhna hi hai to khamoshi ko padhna sikh lo
Warna lafzo ke matlab to hazaro nikalte hai
जब करवट बदलते हुए तुम्हारी याद आती है
उस वक्त मोहब्बत हमे खूब तड़पाती है
मुड़े मुड़े से है किताब ए इश्क़ के पन्ने
ये कौन है जो हमे हमारे बाद पढता है
जो आपके एहसासों को ना समझे
उनके लिए अल्फाजों के मोती बिखेरना व्यर्थ है
जो सबको कांटे की तरह चूभती है बातें मेरी
मतलब कुछ तो बात है बातों में मेरी
Wo parinda jise apni parwaz se fursat na thi
Aaj tanha hua to meri he deewar par aa baitha

Thursday, January 16, 2020

Chal Ghar Chalen - malang lyrics english



MALANG - CHAL GHAR CHALEN LYRICS


[Verse 1]
Pal-pal mera tere hi sang bitana hai
Apni wafayon se tujhe sajana hai
Dil chaahta hai tujhe kitna batana hai
Haan tere saath hi mera thikana hai

[Chorus]
Ab thak chuke hai ye kadam
Chal ghar chalen, mere humdum
Hongein juda na jab tak hai dum
Chal ghar chale, mere humdum
Taaumar pyar na hoga kam
Chal ghar chale, mere humdum
Mere rahon tum aur tere hum
Chal ghar chale, mere humdum

[Verse 2]
Khushbuyon se teri mehke har ek kamra
Daron diwaar nahi kaafi hai teri panaah
Sang tere pyaar ka jahan basana hai

[Chorus]
Jisme rahein tum aur hum
Chal ghar chalein mere humdum
Mere rahon tum aur tere hum
Chal ghar chalein mere humdum



[Verse 3]
Khidki pe tu khadi dekha ha, raste mera
Aanko ko har din mile yehi ek manzar tera
Bas ab teri bahon main janam, so jana hai

[Chorus]
Joge huye raton ko hum
Chal ghar chale, mere humdum
Hoga juda na jab tak hai dam
Chan ghar chal, mere humdum
Taaumar pyar na hoga kam
Chal ghar chale, mere humdum
Mere rahon tum aur tere hum
Chal ghar chale, mere humdum

Song Details:
Song: Chal Ghar Chalen
Movie: Malang
Singer: Arijit Singh
Music: Mithoon
Featuring Artists: Aditya Roy Kapur , Disha Patani
Label: T-Series


Malang Title Track Lyrics



MALANG SONG TITLE TRACK LYRICS


[Verse 1]
Kaafira to chaldiya iss safar ke sang
Kaafira to chaldiya iss safar ke sang
Manzilein na dor koi leke apna rang

[Chorus]
Rahun main malang, malang, malang
Rahun main malang, malang, malang
Rahun main malang, malang, malang
Main malang, haaye re

[Verse 2]
Main beraagi sa jiwu, ye bhatakta man
Main beraagi sa jiwu, ye bhatakta man
Ab kaha le jaayega ye awarapan

[Chorus]
Rahun main malang, malang, malang
Rahun main malang, malang, malang
Rahun main malang, malang, malang
Main malang, haaye re

[Verse 3]
Hai nasibon mein safar toh
Main kahi bhi, kyu ruku (Oh, oh, oh)
Hai nasibon mein safar toh
Main kahi bhi, kyu ruku
Chodke aaya kinare, bahe saku jitna bahu
Din guzarte hi rahe, yun hi bemausam
Raaste tham jaye par ruk na paye hum


[Chorus]
Rahun main malang, malang, malang
Rahun main malang, malang, malang
Rahun main malang, malang, malang
Main malang, haaye re

[Bridge]
Mm, mm, mm, mmhm

[Verse 4]
Rubaru khudse huwa hoon
Mujhe mein mujhko tu mila (Oh-oh-oh)
Rubaru khudse huwa hoon
Mujhe mein mujhko tu mila
Badalo ke iss jahan mein, aasmaa tujhmein mila
Pighli hai ab raat bhi, hai seher bhi ye nam
Naa khuda main to raha, ban gya tu dharam

[Chorus]
Rahun main malang, malang, malang
Rahun main malang, malang, malang
Rahun main malang, malang, malang
Main malang, haaye re

Monday, January 13, 2020

2 line Shayari hindi




           Waqt Tumko Btayega
            Hum Kitne Nayaab The

                वक़्त तुमको बताएगा

                हम कितने नायाब थे




















Galat Suna Tha Ki Ishq Ankhon Se Hota Hai
Dil Toh Vo Bhi Le Jate Hai Jo Palke Tak Nahi Uthate
कहीं ऐसा न हो मैं तुझको शर्मसार कर बैठूँ
तू कुछ सवाल रहने दे मैं कुछ जवाब रहने दूँ
Jis Insan Ki Saans Nikal Jaye Wo Zinda Nahi Rehta
Lekin Jis Insan K Dil Se Ehsaas Nikal Jaye Wo Insaan Hi Nahi Rehta
आग लगाने वालो को कहाँ इसकी खबर हैं,
रुख हवाओ का बदला तो खाक वो भी होंगे
Na Kar Dil Azaari Na Ruswa Kar Mujhe
Jurm Bata,Saza Suna,ya phir Khatam Kar Mujhe
दिल की तमन्ना इतनी है कुछ ऐसा मेरा नसीब हो
मैं जहाँ जिस हाल में रहुँ बस तू ही तू मेरे करीब हो
Chhod diya uska intezaar karna hamesha ke liye
Jise ek nigah ki kadar na ho use mud mud kar kya dekhna
लम्हा दर लम्हा साथ ऊमर बीत ज़ाने तक
मोहब्बत वहीं हैं ज़ो चले मौत आने तक
Meri Tanhaiyan Karti Hai Jinhe Yaad Sadaa
Unko Bhi Meri Jarurat Ho Jaroori Toh Nahi
हवाओं की भी अपनी अजब सियासतें हैं
कहीं बुझी राख भड़का दे कहीं जलते चिराग बुझा दे

2 Line Sad Shayari Hindi




Do Shabd Tasalli Ke Nahi Milte Iss Shahar Mein,
Log Dil Mein Dimaag Liye Firte Hain.
दो शब्द तसल्ली के नहीं मिलते इस शहर में,
लोग दिल में भी दिमाग लिए फिरते हैं।

Aap Ki Khatir Agar Hum Loot Bhi Lein Aasmaan,
Kya Milega Chand Chamkeele Se Sheeshe Tod Ke.
आप की खा़तिर अगर हम लूट भी लें आसमाँ,
क्या मिलेगा चंद चमकीले से शीशे तोड़ के।

Friday, January 10, 2020

Pal Pal Dil Ke Pass - Arijit Singh Lyrics



PAL PAL DIL KE PASS - ARIJIT SINGH


Rehna tu pal pal dil ke paas
Judi rahe tujhse har ik saans...

Khud pe pehle na itna yaqeen mujhko ho paya
Mushqil si ghadiyan asaan huyi ab jo tu aaya

Ik baat kahun tujhse
Tu paas hai jo mere

Seene se tere sar ko laga ke
Sunti main rahun naam apna
Seene se tere sar ko laga ke
Sunti main rahun naam apna

Oh likh di tere naa' jindadi zaaniye
Bas rehna tere naal ve zuriye
Rehna tu pal pal dil ke paas
Judi rahe tujhse har ik saans

Seene se tere sar ko laga ke
Sunta main rahun naam apna
Ho naam apna

Naal tere ik ghar main sochaan
Baari kholaan te chann dikh jaave
Akkhaan'ch beetan raatan saariyan
Je mann laage te akh na laage

Pyaar hi odhein te pyaar hi khaana
Vich koi aave te pyaar hi aana
Duniya de vich assi duniya ton door
Hunn naal tere mera har sapna

Seene se tere sar ko lagaa ke
Sunta main rahun naam apna o...

Teri ungliyon se aasmaan pe kheechun ek lambi laqeer
Aadha tera aadha mera iss jahaan mein hum do ameer

Koi nazar na aaye mainu
Tu duniya ton wakhri ho gayi
Uthaan tainu takkda jaawan
Tu hi meri naukri ho gayi (x2)

Dooriyan ek pal bhi na gawaara ho
Chal ghoome duniya phir sang awaara ho

Seene se tere sar ko laga ke
Sunti main rahun naam apna
Seene se tere sar ko laga ke
Sunti main rahun naam apna

Rehna tu pal pal dil ke paas
Judi rahe tujhse har ek saans

SONG DETAIL:
Singer
Arijit SinghParampara Thakur
Lyricist
Siddharth-Garima
Director
Sunny Deol
Cast
Karan DeolSahher Bambba
Director Of Photography
Himman DhamejaRagul Dharuman
Mix And Master
Eric Pillai
Music Label
Zee Music Company
Track "Arijit Singh"

Tum Hi Aana Lyrics – Marjaavaan | Jubin Nautiyal




Tum Hi Aana Lyrics – Marjaavaan | Jubin Nautiyal

Tere Jaane Ka Gam
Aur Na Aane Ka Gam
Phir Zamaane Ka Gam
Kya Karein?

Raah Dekhe Nazar
Raat Bhar Jaag Kar
Par Teri To Khabar Na Mile

Bahot Aayi Gayi Yaadein
Magar Iss Baar Tum hi Aana
Iraade Fir Se Jaane Ke Nahi Laana
Tum Hi Aana

Meri Dehleez Se Hokar
Bahaarein Jab Gujarti Hai
Yahan Kya Dhup Kya Saawan
Hawayein Bhi Barashti Hai

Hume Puchhon Kya Hota Hai
Bina Dil Ke Jiye Jaana
Bahot Aayi Gayi Yaadein
Magar Iss Baar Tum Hi Aana

Oh Ooo..
Koyi To Raah Woh Hogi
Jo Mere Ghar Ko Aati Hai
Karo Peechha Sada Unn Ka
Suno Kya Kehna Chaahti Hai

Tum Aaoge Mujhe Milne
Khabar Ye Bhi Tum Hi Laana
Bahot Aayi Gayi Yaadein
Magar Is Baar Tum Hi Aana

Marjaavaan..

Song Details:
Song: Tum Hi Aana
Movie: Marjaavaan
Singer: Jubin Nautiyal
Music: Payal Dev
Label: T-Series

Wednesday, January 8, 2020

2 Line Sad Shayari


Agar Bikne Pe Aa Jao Toh Ghat Jate Hain Daam Aksar,
Na Bikne Ka Iraada Ho Toh Keemat Aur Barhti Hai.
अगर बिकने पे आ जाओ तो घट जाते हैं दाम अक्सर,
न बिकने का इरादा हो तो क़ीमत और बढ़ती है।

Hua Savera Toh Hum Unke Naam Tak Bhool Gaye,
Jo Bujh Gaye Raat Mein Charagon Ki Lau Barhate Huye.
हुआ सवेरा तो हम उनके नाम तक भूल गए
जो बुझ गए रात में चरागों की लौ बढ़ाते हुए।

Dil Se Dil Mile Ya Na Mile Haath Milaao,
Humko Ye Saleeka Bhi Badi Der Se Aaya.
दिल से दिल मिले या न मिले हाथ मिलाओ,
हमको ये सलीका भी बड़ी देर से आया।

Sad Shayari




Girna Jo Aapko Toh Sau Maqaam The,
Ye Kya Kiya Ke Nigaahon Se Gir Gaye.
गिरना था जो आपको तो सौ मक़ाम थे,
ये क्या किया कि निगाहों से गिर गए।

Duniya Fareb Karke HunarMand Ho Gayi,
Hum Aitbaar Karke Gunaahgar Ho Gaye.
दुनिया फ़रेब करके हुनरमंद हो गई,
हम ऐतबार करके गुनाहगार हो गए।